Popular Posts

Saturday, May 9, 2020

Mummiyon ke janamsiddh adhikaar.

Mummiyon ke janamsiddh adhikaar.

Jaagte raho
Jab tak ghar nahi aaoge neendh nahi aayegi

Gentle reminder apna Dhyan rakho
Khaana khaaya ya nahi

Foundation
Jitni jaldi saach kaa saamna karne ki himmat aajaeyi utna acha

X ray vision for children
koi aapko pasand karta hai ya aapko chahata hai toh iska matlab yeh nahin ki woh aapko value bhi kare. 

Maa ke pet se koi great paida nahi hota.
Woh banaati hai kabiliyat jisse mushkil raaho ki chunauti ko accept aur asaan zindagi ki wish ko reject karna seekh jaate hai.

HAPPY MOTHER'S DAY. Kab nahi hota.